यह ब्लॉग खोजें

पृष्ठ

फ़ॉलोअर

मंगलवार, 5 अक्टूबर 2010

~!~!Technical Poem~!~!~

Jo sadiyaon se hota aaya hai Woh repeat kar

doonga... Tu naa mili to tujhko dil sey

Ctrl+Alt+delete kar doonga... Company kee

ladkiyaan sunder hain Aur lonely hain... Problem

ye hai ki bus voh READ-ONLY hain... Shayad mere

pyar ko taste karna bhool gaye... Dil sey aisa CUT

kiya ke PASTE karna bhool gaye... Tumhare samne

hain itney items kabhi hame bhi pick karo...

Hamare pyar ke ICON pe kabhi to tum

DOUBLE-CLICK karo... Roz subha hum karte hai

itne pyar se unhe good morning... woh humhe

ghoor kar dekhte hain jaise 0 ERRORS but 5

WARNINGS... Ho gayi galti humse, click ho gaya

mouse Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri

spouse! Tumse mila main kal to, mere dil mein hua

ek sound, Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file

not found! Ab aur kaho na tum, "but" ya "if" Tum

ho meri zindagi ki animated .gif Aysa bhi nahin hai

ke, I don't like your face Par dil ke computer mein,

nahin hai enough disk space Ghar se nikalti ho

tum jab, pehen ke evening gown Too many

requests se, ho jaata hai server down Tumhaare

liye pyaar ki application, create main karoonga

Tum usay debug karna, wait main karoonga

Tumhaara intezaar karte karte, main so gaya Yeh

dekho mera connection, time out ho gaya Kya

chaal hai tumhaari, jaise chalti hai koi cat What is

your ICQ number, aao karein chat Tum jabse meri

zindagi mein, aayi ho banke female Yaad raha na

ab kuch, na postman, na e-Mail...

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

PRAKASH SONI